Syed Shah - Maazi Lyrics
Maazi Ki Yaad Hai Yaad Kar
Yaad Kar Bekhabar
Maazi Ki Yaad Hai Muntezar
Jaag Ja Bekhabar
Yaadon Ko Rokna Zindagi Guzarna Hi To Hai
Yeh Raat Hai Muntezar
Jaag Ja Bekhabar
Zindagi Jo Ji Raha Tanha Hi Reh Gaya
Saya Jo Sath Tha Manzilooh Me Gaya
Hoon Akela Me Yaha Lafzoh Ko Khoj Raha
Maazi Me Haal Na Raha
Maazi Ki Yaad Hai Yaad Kar
Yaad Kar Bekhabar
Maazi Ki Yaad Hai Muntezar
Jaag Ja Bekhabar
Syed Shah lyrics
