Alag Band - Sab Se Alag Lyrics
Kahin zulf ka baadal o ho
Kahin rangni aanchal aa haa
Kahin honth gulabi o ho
Kahin chaal sharaabi aa haa
Kahin aankh mein jaadu o ho
Kahin jism ki khushboo aa haa
Kahin narm nigaahein o ho
Kahin gori baahein aa haa
Haan yahan kadam kadam par laakhon haseenayein hain
Hum magar yeh dil ka tofa dene usay aayein hain
Woh ladki jo sabse alag hai
Woh ladki jo sabse alag hai
Woh ladki jo sabse alag hai
Woh ladki jo sabse alag hai
Haan yahan kadam kadam par laakhon haseenayein hain
Hum magar yeh dil ka tofa dene usay aaye hain
Woh ladki jo sabse alag hai
Woh ladki jo sabse alag hai
Woh ladki jo sabse alag hai
Woh ladki jo sabse alag hai
Kitne hi jalve hai
Aankhon mein ghulti hai jaise chaandni
Kitni hi ho baatein hai
Kaanon mein ghulti hai jaise raagini
Yeh chale jaise zaraa balkhaake
Woh chale jaise zaraa ithlaake
Yeh mile jaise zaraa sharmaake
Woh mile jaise zaraa iteraake
Haan yahan kadam kadam par laakhon haseenayein hain
Hum magar yeh dil ka tofa dene usay aaye hain
Woh ladki jo sabse alag hai
Woh ladki jo sabse alag hai
Woh ladki jo sabse alag hai
Woh ladki jo sabse alag hai
Alag Band lyrics
